Lyrics of Abhla Video Song

Lyrics of Abhla Video Song


Mr. Bean sa tha vo ....

Sharmila isaan sa tha vo

Kaha gaya mat dhundo !!!!

Usko uski mummy thi chalati

Hum to khud ka kaam karte

Khud pe haste sharmmm khata tha vo

Hum ko parso ki fikar satati ...

Vo to kal ka bhinahi sochta !!!

Har pal bas gussa aur hasta tha vo

Kyu aaya tha vo

Bin bataye chala gaya vo

Kaha gaya mat dhundo !!!!

Standup comedy ke audience ke jaisa

RC car ke interiors jaisa

Sadak pe pade hue paani jaisa tha vo

Hum to har wakt ghumte rehte

Vo bas ghar pe baitha rehta

Books ke badle laptop pe padta tha vo

Bachha awara tha vo

Dushman hume maanta tha vo

Kaha gaya mat dhundo !!!!

Usko uski mummy thi chalati

Hum to khud ka kaam karte

Khud pe haste sharmmm khata tha vo

Hum ko parso ki fikar satati ...

Vo to kal ka bhinahi sochta !!!

Har pal bas gussa aur hasta tha vo

Kyu aaya tha vo

Bin bataye chala gaya vo

Kaha gaya mat dhundo !!!!



BACK

Report Page