Fasting is shield

Fasting is shield

1Path2Peace.com

🍂🍃ﺑِﺴْـــــــــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ🍂🍃


🌺قَالَ رَسُوْلَ اللّٰہِ صَلَّی اللّٰہُ عَلَیْہِ وَعَلٰی آلِہٖوَصَحْبِہِ وَسَلَّمَ یَقُوْلُ: اَلصِّیَامُ جُنَّۃٌ مِنَ النَّارِ کَجُنَّۃِ اَحَدِکُمْ مِنَ الْقِتَالِ۔


🌺नबी करीम ﷺ ने फ़रमाया: जहन्नम से बचने के लिए रोज़ा ऐसी ही ढाल है, जैसे लड़ाई में आदमी ढाल इस्तेमाल करता है।"


🌺Nabi kareem ﷺ ne farmaya: jahannum se bachney ke liye roza aisi hi dhaal hai, jaise larai mein aadmi dhaal istemaal karta hai“.


🌺نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا، جہنم سے بچنے کے لیے روزہ ایسی ہی ڈھال ہے، جیسے لڑائی میں آدمی ڈھال استعمال کرتا ہے۔


🌺The Messenger of Allah (ﷺ) said: “Fasting is a shield from the Hell fire, just like a shield of yours in battle.”


📜 *wazahat:* Roza dhaal hai, iske zariye bandah duniya mein badgoi, fehesh kalami aur gunaho aur jahannam ke dusre asbaab se aur aakhirat mein aag ke azaab se bachta hai. Roza jahannam se bachne ke liye iss tarah se dhaal bhi hai ke jahannam ke ird gird shahwaat ka ghera hai aur roza sire se shahwaat se hi rokta hai, iss tarah momin roze ke sabab se jahannam se duur reh jata hai.


📚 _*Musnad Ahmed: jild-4, kitab As sawm 22, hadith no. 3644*_

*Grade Sahih*


●•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~●

●•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~•~●

Report Page