-------

-------


Hi Shubhangi ...

Dekho yrr main tumhe chahata hu ,dil se chahata hu ,ye mere mann main saaf hai.Sirf aaj ki liye,ye mat pucho kyon chahata hu kyon ki isaka jawab mere pass clear nhi hai..tum bahot sundar ho ye to baat sab jante hai, par main bhi to kisi ki talash main tha hi naa...To aisa lagata hai ki wo tallash tum par aakar khtm hone si hti hai..samj nhi aata yrr aisa kyon lgta hai agr tumse pyar kru na to sukun mil sakata hai...aur Janti ho pyar kab kiya jaa sakta hai...jaha sukun ki ummid ho...aur mujhe yakin aata hai yrr ... ho sakata hai ke tumhe ye zuth bhi to lage,hassi bhi to aa sakti hai ,par main kyon zuth likhu..kyon khud ka majak banau.Main ye jo likh raha naa ye sab mere instinct se aa raha hai..aaj ke liye to main galat nhi ho sakata..

                 Dekho main manata hu,tumse mila nhi hu,tumhe dekha tak nhi hai...aur to aur tumhe milne ki koshsh bhi nhi ki , par jinse milta hu ,dekhta hu bahot pyare hai bahot ....par kisi ke liye pyar to nhi aata naa.. jo emotions/feelings, khwab main dekh sakta hu na wo kisi aur se nhi milte yr..dekho main ye nhi kah raha ke tum bhi mujhe pyar kro ye to .it's ur choice hai 'naa..haa par main ye jarrur chahata hu ke tumhe ik bar batu du..ke main 'tumse bahot pyar krta hu 'khi ye aaise hi mere dil main rah naa jaye isse liye batana chahata tha..

           Hum sirf pyar kr sakte hai..usse pana hamare hath main nhi hota ,kisi ke bhi bas nhi hota ... main bhi tumse pyar karata hu..to point ye hai ke main ijjajat chahata hu tumhe pyar krne ki.kyoni ye mere dil main pyar aaya hai naa isse main jane nhi dena chahata..khona nhi chahta, aisa lgta hai...ke ye aasani se nhi aata ..Isee main jaya nhi karana chahata...darpok aadmi hu yrr main .... Ky hai ye sab tumhe mere poetry likhne jaisa bhi lag sakata hai ,tum yakin bhi naa kr sako aisa bhi ho sakta hai...par mere dost kavita likhana ya aisa likhna sirf sirf chahane walo ke likha ja sakta hai. Chalo aaj liye yaha khtm kr raha hu..bahot sarre pyar ke sath Ik payra sawal bhi chode ja raha hu ..Pyar kru main tumse hamesha ke liye ...?

                       Dost Vishnu.

             

             

Report Page